victoria-wedding-photographer-formal-bride_groom-004

Ladka Ladki ke Waliden Shadi Ke Liye Razi Karne Ka Amal ,” Agar koi pasand ki shadi karna chahta ho aur is silsile main waldain bay nayazi ka muzahira karain tou jaez aur halaal niyat se larka aur larki ye amal karain

Asar ki namaz ke baad Darood Pak 11 baar pehle aur baad phir Surah Al-Asr 101 martaba aur end par apne jaez maqsad ke husool ke liye Allah ki bargah main dua karain. Insa’Allah is amal ki badolat waldain razi ho jayain gey aur un ki shadi kar dain gey (Amal mudat: 21 din)….

Agar is muddat main koi waziha rah na milay tou sangeen qadam uthanay se guraiz karain aur Allah ki Rehmat par pura bharosa rakhain kyoun keh sara ilm sirf Khuda ki ke paas hai aur wohi behtar janta hai ke insan ke liye kya acha hai aur kya bura hai.
if you know more about this…?